Skip to main content

दिल गलती कर बैठा है | Dil galti kar baitha hai lyrics

Tasqeen dil ki khateer tum bichhdte waqt muskurate raho
Wo jane wale door jaate huye palat  palat  ke nazar milate raho

Dil galti kar baitha hai, galti kar  baitha 
Hai dil
Dil galti kar baitha hai, galti kar  baitha 
Hai dil
Dil galti kar baitha tu bol kaffara kya hoga

Mere dil ki dil se tauba, dil se tauba mere
Dil ki
Mere dil ki dil se tauba, dil se tauba mere
Dil ki
Dil ki tauba ae dil ab pyar dobara na hoga

Tu bol kaffara, kaffara bol kaffara, tu bol
Kaffara, kaffara bol kaffara, kaffara bol 
Wo yaara, wo yaara bol kaffara kya hoga

Jugnu jugnu kar ke, tere milne ki deep 
Jalaye hai
Humne jugnu jugnu kar ke, tere milne
Ki deep jalaye hai
Akhiyon me moti bhar bhar ke, tere hizar
mein haath uthaye hai

Tere naam ke harf ki tasbeeh ko, saanson
Ke gale ka haar kiya, duniya bhooli aur sirf
tujhe haan sirf tujhe hi pyar kiya

Tumhe hum se badh kar duniya, duniya
Tumhe hum se badh kar
Tumhe hum se badh kar duniya, duniya
Tumhe hum se badh kar
Humko tumse badh kar koi jaan se pyara
Na hoga

Comments